← Health Tools
Hamal · Har Hafte Ki Rehnumai

🤰 Pregnancy Tracker

Ek baar date daalein — phir har hafte yahan aa kar dekhein ke aap ka bachcha kitna bara hua, aap ke jism mein kya tabdeeli aa rahi hai aur is hafte kya karna hai.

Aap ke paas kaun si date hai?

Date sirf aap ke account aur is phone par mehfooz rehti hai. Delivery date nahi maloom? Hamara Due Date Calculator istemal karein.

Ye maloomat aam average par mabni hai — har bachcha aur har pregnancy alag hoti hai. Apni lady doctor ki checkup aur hidayat ko hamesha tarjeeh dein.